आज की डील: Yash Gallery महिलाओं के लिए रेयॉन जियोमेट्रिक प्रिंट कढ़ाई अनारकली कुर्ता (काला) https://amzn.eu/d/fpPbN1b DUNiYA OR AKHRAT : Yai amal karnai sai Pait ka dard door hota hai or hazma hota hai

Popular Posts

Showing posts with label Yai amal karnai sai Pait ka dard door hota hai or hazma hota hai. Show all posts
Showing posts with label Yai amal karnai sai Pait ka dard door hota hai or hazma hota hai. Show all posts

Saturday, August 19, 2023

Yai amal karnai sai Pait ka dard door hota hai or hazma hota hai

Yai amal karnai  sai Pait ka dard door hota hai or hazma hota hai     



  
Welcome to Yai amal karnai  sai  Pait ka dard door hota hai or hazma hota
           


Abu nayeem nai                                                                                hazrat abu huraira raziallahutaala anho sai  riwayat ki hai. Kai mai pait kai dard ki wajah sai masjid mai laita huwa tha kai. Hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam tashreef layai or pucha kya tum bimar ho? Mainai kaha Ha ya Rasulalla sallalahualayhiwassalam. Farmaya uth kar khada ho or namaz padho. Kyunki namaz mai shifa hai. Or baaz riwayat mai hazrat aayesha raziallahutaala anho sai manqul hai. Kai Allaha kai zikr sai namaz sai khana hazm kiya kro. Or khana khatai hi na soo jaya kro. issai tumharai dil tang aaluda ho jayengai.

Duniya or akhrat

Sabsai accha mard

Sabsai accha mard Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam nai irshaad farmaya. Kaamil imaan walay wo hai. Jo a...