Yai khana Dimagh ko taqveet daita
Huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam nai irshaad farmaya kai. aey logo kaddu yani loki ziyada khaya Karo kyunki. Yai Dimagh ki Quvvat badhata hai. Or hazrat aayesha raziallahutaala anho nai farmaya kai. Rasulalla sallalahualayhiwassalam nai irshaad farmaya kai aey aayesha raziallahutaala anho jab tum handy pakaou too usmai kaddu dal diya kro.kyunki yai ghamgeen dil kai liyai taqveet ka bais hai...
Yai khanai sai dil or Dimagh ko taqveet milti hai Hazrat ibnai abbas raziallahutaala anho sai riwayat ki hai. Kai Rasulai akram hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam kai nazdeek sabsai pyara khana shareed tha. Roti shorbai mai bhigokar khanai ko shareed kaha jata hai. Or olma nai kaha hai yai khana qalb WA Dimagh ko taqveet daita hai. Or aik sair khajuray bhigokar upar sai thoda saalan mila diya jayai too usko shareed kehtai hai. Hazrat ibnai abbas raziallahutaala anho nai riwayat ki hai kai. Huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam ko shareed bhout marghoob tha...

No comments:
Post a Comment
Thank you for comment