आज की डील: Yash Gallery महिलाओं के लिए रेयॉन जियोमेट्रिक प्रिंट कढ़ाई अनारकली कुर्ता (काला) https://amzn.eu/d/fpPbN1b DUNiYA OR AKHRAT : Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye

Popular Posts

Showing posts with label Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye. Show all posts
Showing posts with label Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye. Show all posts

Saturday, August 19, 2023

Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye

Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye


welcome to Khuda ki naimat "seaihat wa tanawaye



Dusri baat khuda kai Rasul huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam nai bataye kai. Aadmi dolat kai husul sai kahi ziyada seaihat ko qayam rakhnai ki koshish krai. Dono hi khuda ki naimatai hai. Laiken khuda ki marzi kai mutabiq zindigi guzarnai ka jazba rakhnai walai kai liyai dolat sai kahi ziyada seaihat mufieed or behtar hai...


Bigdi huai seaihat kai sath khushhaali Kai bawajood khuda kai Deen kai taqazay puray nhi kiyai ja saktai. Deen ki khidmat mai aadmi sargarmi Or Josh WA kharosh nhi dikha sakta. Ha agar aadmi seaihat mand ho. Or wo khushhaal na bhi ho too bhi wo Deen kai mutaalbaat puray karnai mai chaaq WA choband hoga. Or nishaat Kai sath apnai faraiz ada Kar sakaiga...


isliyai aik khuda taras insaan kai liyai dolat sai kahi ziyada seaihat or tanawaye ki fikr rakhni chahiyai. Seaihat ko barbaad karkai dolat kai peachy padnai wala shakhs Deen ki nazar mai Danishmand nhi hai. Seaihat hi wo sabsai badi Dolat hai. Jiskai bal par aadmi khuda kai Deen kai liyai badai sai badai kaarnaamay anjaam dai sakta hai...


Seaihat sai ghafil insaan jab aik baar apni seaihat bigaad laita hai. too phir zindigi bhar pachtanai kai siwa uskai hissay mai or kuch nhi aata...

((Allaha Rabbul izzat ham sab ko acchi seaihat or tanawaye ata farmayai))...Aameen







Duniya or akhrat

Sabsai accha mard

Sabsai accha mard Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam nai irshaad farmaya. Kaamil imaan walay wo hai. Jo a...