आज की डील: Yash Gallery महिलाओं के लिए रेयॉन जियोमेट्रिक प्रिंट कढ़ाई अनारकली कुर्ता (काला) https://amzn.eu/d/fpPbN1b
DUNiYA OR AKHRAT : Duniyaorakhrat
Khanai mai makkhi girna.allaha kai huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhi wasallam nai irshaad farmaya hai.kai agar khanai mai makkhi gir jayai too usko pura duba do kyunki Makkhi kai aik par mai zahar hota hai or dusrai par mai shifa.jab makkhi khani mai girti hai. too wo pehlai zahar wala par Dalti hai.isiliyai Makkhi ko pura dubo daina chaiyai. Yai allaha kai habeeb ki batai hui baat hai.amal zarur krai...
No comments:
Post a Comment
Thank you for comment