Khuda ki teen naimatai
Nabi huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam ka irshaad hai. "Khuda sai Darnai walo kai liyai dolat mand hona koi tashveesh ki baat nhi. Or khuda sai darnai walo kai liyai seaihat, dolat sai ziyada behtreen naimat hai. Or Dil ka saroor WA itminaan khuda ki naimato mai sai aik hai...
iss mukhtasar hadees mai khuda kai Rasul sallalahualayhiwassalam nai teen naimato ka zikr iss andaaz sai farmaya hai. Kai fikar wa nazar ki islah bhi farmaye, do naimato ka muqabla karkai yai baat bhi bataye. Kai aik khuda taras aadmi kai liyai konsi naimat ziyada behtar hai...
Or yai baat bhi kai aadmi inn naimato ki qadr krai. Or unko waqaye naimat samjhai. Or naimat samajhnai ka lazmi taqaza yai hai. Kai wo yai fikr bhi rakhay kai kal mujhay khuda kai huzuraan naimato ka jawab bhi daina hai...
- Maal wa Dolat...
- Seaihat WA tanawaye...
- Qalbi itminaan WA saroor...