आज की डील: Yash Gallery महिलाओं के लिए रेयॉन जियोमेट्रिक प्रिंट कढ़ाई अनारकली कुर्ता (काला) https://amzn.eu/d/fpPbN1b DUNiYA OR AKHRAT : Jismani amraaz or lehsan kai khuwas

Popular Posts

Showing posts with label Jismani amraaz or lehsan kai khuwas. Show all posts
Showing posts with label Jismani amraaz or lehsan kai khuwas. Show all posts

Saturday, August 19, 2023

Jismani amraaz or lehsan kai khuwas

Jismani amraaz or lehsan kai khuwas


Welcome to Jismani amraaz or lehsan kai khuwas

 

 Hazrat Ali raziallahutaala anho sai hadees naqal ki hai. Kai Rasulalla sallalahualayhiwassalam nai irshaad farmaya. Kai aey logo lehsan khaya kro. Or issai elaj kiya kro. Kyunki ismai bimariyo sai shifa hai.iss hadees ki sehat mai agar cha olma ko kalam hai. Magar atbaa kai nazdeek lehsan mai bhout fawaid hai. Yai varm ko tahlil karta hai. Haiz khol daita hai. Paishab jari karta hai. Maidai ka taaaffun door karta hai. Maidai ki ratubat khushk karta hai. khoon ko raqeeq karta hai. Maidai sai riyah ko nikalta hai. Aawaz saaf karta hai. Kamar kai riyahi dard ko khatam karta hai. Martoob mijaz walo ki Quvvat bah paida karta hai. Pait kai keedai maar dalta hai. balgham ki wajah sai piyas ho too usko bhujha daita hai. Chaiharai par runai paida karta hai. Falij or raishai ko faida karta hai. Gurdai ki pathri ko dafa karta hai. Isko Josh daikar kulli karnai sai dant mazboot karta hai. Bawaseer kai liyai mufieed hai. 

Duniya or akhrat

Sabsai accha mard

Sabsai accha mard Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam nai irshaad farmaya. Kaamil imaan walay wo hai. Jo a...