Akhrot or paneer kai khuwas
Hazrat ibnai abbas raziallahutaala anho sai riwayat hai kai. Rasulalla sallalahualayhiwassalam nai irshaad farmaya kai paneer bhi bimari hai. Or akhrot bhi. Laikeen jab yai dono pait mai Utar jatai hai. Too shifa ho jati hai. iss hadees mai agar cha baaz olma nai kalam kiya hai. Magar yai irshaad talb kai mutabiq hai. isliyai kai paneer dusrai darjai mai sard tar hai. Or akhrot dusrai darjai mai garm wa khushk hai. inn dono ko Mila kar khanai sai dono ka aitdal ho jata hai. Or yai dono cheezai aik dusrai kai masleh ho jati hai... Soth kai khuwas or amraaz ka elaj