Khanai mai makkhi girna.allaha kai huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhi wasallam nai irshaad farmaya hai.kai agar khanai mai makkhi gir jayai too usko pura duba do kyunki Makkhi kai aik par mai zahar hota hai or dusrai par mai shifa.jab makkhi khani mai girti hai. too wo pehlai zahar wala par Dalti hai.isiliyai Makkhi ko pura dubo daina chaiyai. Yai allaha kai habeeb ki batai hui baat hai.amal zarur krai...
Popular Posts
-
Qalbi itminaan wa suroor Teesri baat aap huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam nai yai farmaye kai. Naimato mai aik ba...
-
Deen ki mizaaj shinaasi Hazrat abdurrahmaan bin owf raziallahutaala anho ka bayan hai. Kai Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sal...
-
Gunah Kai baad naiky karna Acchi baatai seekhna Dusri hidayat yai hai. Kai jab bhi aadmi sai koi Gunah sarzad ho too fowran wo usk...
-
Meeyaanahravi ki taakeed Aitdaal Or meeyaanahravi ki taakeed or talqeen kai maamlai mai islaam tamaam mazahib sai mumtaaz hai. Wo h...
Saturday, August 19, 2023
Sabsai accha mard
iMAANDAAR iNSAAN OR BAiiMAAN iNSAAN Ki FiTRAT
iMAANDAAR iNSAAN OR BAiiMAAN iNSAAN Ki FiTRAT
Kuch bhi karo kitna bhi kisi no dhoka daido baiwaqoof bna lo. Magar kab tak or kitnai din. Aik na aik din sacchaye to saamnai aa hi jaati hai. Wo khud ko kuch ziyada hi aqalmand samajhta hai. Kai kabhi kuch pta hi nhi chalega. Yai us shaks Ki kam aqli hai.
iNsaan lalach mai aakar bas thorai sai munafai kai liyai apnai business man partner ko dhoka daita hai. Lakeen jhoot hamesha zinda nhi rehta aik na aik din sach kisi na kisi shakal mai saamnai aa hi jaata hai.
Magar imaandaar aadmi yahi chahata hai kai usko imaandaar hi business partner milai. Waisai to har business man imandaar hi partner chahata hai. Kisi nai sahi kaha hai. 100 din chor kai or aik din kotwal ka.
Agar yai jo kuck baiimaan log agar imaandaari sai kaam kartai to inko puri zindigi rona nhi padta. Ziyada khanai kai chakkar mai yai log jo zarurat kai layaq hai usko bhi gawa daitai hai.
Badai hi kam aqal log hai. Agar aapnai apni imaandaari sai kisi ka dil jeet liya. to yai aapkai liyai badi khushkismati Ki baat hai.agar aapnai kisi ka dil dukha diya or aik uski nazro sai gir gaye to kabhi uski nazro mai acchai insaan nhi ban saktai.
Har iNsaan ko chahiye kai business mai nfa nuqsaan to chalta rehta hai. magar sabsai bda nuqsaan to jab hai. Ki jab aap kisi ki nazro mai gir jaow. Phir aap kitni bhi koshish karlo. Uski nazro mai aik ghatiya insaan hi bankar reh jaaowgai.
Dosto aap logo sai sirf itni guzarish hai. Ki business ya apnai niji kaamo mai mila baat kar nfa ya nuqsaaf utaouw. Jaisai aap insaan hai wo bhi insaan hai or jaisai aapka ghar baar hai waisai hi uska bhi ghar baar hai.
Kehnai ka maqsad yahi hai Ki. Kisi ko dukh daikar aap bhi dukh sai nhi bach saktai. Kyunki khuda sabka hai. wo sab dekh raha hai jo tum kar rahai ho. kisi ka paisa haram tareeqai sai khakar aap duniya ki aish Ki cheezai to kharid saktai ho. Lakeen sukoon kabhi nai kharid saktai...
Agar chain or sukoon kharid saktai ho to kharid kar dekhaow. Duniya or akhrat ka faisla yahi hai sahab jaisi karni waisi bharni hai janab.
INSANIYAT Naam ki cheez aaj kai dowr mai khatam hi ho chuki hai
INSANIYAT Naam ki cheez aaj kai dowr mai khatam hi ho chuki hai
lakeen insaan itnai takabbur or ghamand mai mubtala hota ja raha hai kai wo insaan ko insaan hi nhi samajh raha hai. jaisai duniya mai hamaisha rahaiga or usko marna hi nhi hai. or jaisai mout too sirf gareebo ko hi aayegee. or ameer to jaisai paisai kai bal par mout ko bhi kharid laingai. yai uski bewakoofi hai kai.kai chand paisai kama kar logo kai sath janwaro sai bhi badtar suluk kartai.
magar kuch ameer gareebo yateemo bewaou kai sath insaniyat dekhatai hai or apnai Rab sai dartai hai kai unhai bhi apnai Rab kai pass lotkar jaana hai. or duniya ki zindigi ko chand din ki zindigi samjhtai hai. or apni maal dolat acchi jagah kharch kartai hai. kehnai ka matlab yai hai kai insaan ki hasiyat nhi kai kisi kai sath acchai kar sakai.yai sab to allah hi ki taraf sai hai. Allah daita hai to banda kharch karta hai.Agar Allah nhi dai to banda kya kraiga bataow zara. insaan ko kisi ko bhi kamzor ya chota gira huwa nhi samajhna chahiyai. asli insaan wahi hai jo sab par rahaim krai. shukriya...
Aaj Gareebo ki shaadi badi mushkil sai ho rahi hai
Aaj Gareebo ki shaadi badi mushkil sai ho rahi hai
Dosto aaj hamarai samaj mai dekhawai ki zindigi kaafi badhti ja rahi hai.
Aaj ameer apnai baitai or baitiyo ki shaadi mai najaanai kitnai programme or kitnai khanai kar rahai hai.
Lakin isi kai chaltai gareeb aadmi apnai baitai or baitiyo ki shaadi mai kaafi pareshaan hai. Kyunki aaj ameer to apni shadiyo mai kaafi paisa utha rahai hai.
Laiken isi mai hi kuch log ameero ki kaafi siyali kartai hai. Or agar unkai paas paisai nhi bhi ho to bhi wo karz laikar kaafi dhom dhaam sai shadiya kar rahai hai.
OR phir baad mai us karz ko chukaanai mai unhai kaafi jhokhim uthana padhta hai. Or yaha tak ki karz chukani mai apna ghar baar tak baich daaltai hai.
Yai asil mai inki shaadi nhi barbaadi hai. Bas apni jhooti shaan bananai kai liyai yai log kya kuch nhi kartai.
Insaan ko jitni chadar ho utnai hi pair pasarnai chahiyai. laiken aaj kai dowr mai log paisai walo ki kaafi siyali kar rahai hai.
OR isi chakkar mai gareeb aadmi kaafi pareshaan hai kai ham apnai baitai baitiyo ki shaadi kaisai krai.
OR phir ameero ki shaadi kai function dekhkar baiti walo sai bhi dusri paati walai tarha tarha ki farmaishai kartai hai.
OR aajkal to gareeb baitai walo sai bhi gareeb baiti walai kaafi farmaishai kar rahai hai.
Mehndi ka khana karnai ko kaafi zor diya jaata hai. Or baiti walo sai bhi khanai ki farmaish ki ja rahi hai.
Kuch chichorai gareeb kehtai hai. ham gareeb hai. laiken kaam saarai ameero walai yani khanai peenai or ghomnai phirnai ki siyali ameero wali.
Bhalai sai jab mai aik paisa na ho.par kuch gareeb aisai hai. jo apni jhooti shaan bananai mai lagai huai hai.
Aisai hi logo nai ameero ki siyali kar karkai jo acchai gareeb yani kaydai kai log hai unko bhi badnaam kar rakha hai.
Magar aisa nhi hai kai sab ameer apnai paisai ka rob jhartai hai. kuch ameer bilkul saadi zindigi jeetai hai.
OR logo ko bhanak tak nhi hoti kai yai ameer hai. dekhko dosto ameer ho ya gareeb zindigi saadgi mai hi katna chahiyai.
Baki unki marzi wo apnai paisai ka dekhawa krai ya nhi. ghamandi insaan hi apnai paiso ka dekhawa karta hai.
Jo gairatmand gareeb hai wo to apni izzat hi banatai banatai mar jaatai hai. Or is duniya sai izzat banatai banatai hi Allah Rabbul izzat kai pass chalai jaatai hai.
OR kisi kai saamnai hath nhi phailaatai hai. Bhalai sai bhukhai mar jaaye. Yahi asal mai sacchai or acchai gareeb log hai.
Aisai hi kuch ameer chichoro nai sahi acchai ameer logo ko badnaam kar rakha hai.
100 baat ki aik baat ameer ho ya gareeb jitni chadar ho utnai hi pair pasarnai chahiyai.
Shukriya...
Nifaq or jahannum sai mehfooz bandah
Allaha kai bando kai kaam aana
Allaha kai bando kai kaam aana
Musalmaan gharaano mai yateem kai sath husnay suluk
Chotay baccho sai muhabbat
Chotay baccho sai muhabbat
Naarai jahannum sai aad
Naarai jahannum sai aad
Uskai baad Nabi huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam ghar aaye. too mai nai unko yai waqiya sunaya. Aap huzur sallallahualayhiwasallam nai farmaya. Jo shakhs bhi inn bachchiyo Kai zaryai aazmaaish mai daala gaya. Or usnai unkai sath husnay suluk kiya. too yai bachchiya uskai liyai jahannum ki aag sai aad ban jaayegi...
Duniya mai ladki ki zaat sai kisi maaddi faydai ki towaqqa na ho too na sahi. Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam ki sadaqat Or akhrat par yaqeen rakhnai Walay maa baap kai liyai ladki kai sath husnay suluk ka ussai bda quvvi mehrak Or kya hoga kai. yahi kamzor bachchiya Qayamat kai Roz uskai liyai jahannum ki bhadakti aag sai aad ban jaayegi...
Maa baap ki ziyadati kai bawajood Husnay suluk
Maa baap ki ziyadati kai bawajood Husnay suluk
Musalmaan muaashray ka behtreen ghar
Musalmaan muaashray ka behtreen ghar
Owlaad kai sath husnay suluk
Owlaad kai sath husnay suluk
iqamatai Deen
iqamatai Deen
Ataaatai waldain ka darjayai, kamaal
Ataaatai waldain ka darjayai, kamaal
Qarz laikar dainai ka iradah hi nhi
Qarz laikar dainai ka iradah hi nhi
Islaam nai khushhaal logo ko targheeb di hai. Kai wo apnai tang dast bhaiyyo ko Qarz dai. Qarz ki adayege mai unko mohlat or sahulat dai. mumkin ho too kul ya juz maaf Kar dai. Laiken usi kai sath Qarz lainai walo ko sakht taakeed ki hai. Kai wo Qarz ada karnai mai jaldi krai...
via Blogger https://ift.tt/36xvEvy
December 12, 2019 at 11:24PM
via Blogger https://ift.tt/2YLREjB
December 13, 2019 at 01:09AM
Adaye Qarz sai ghaflat, badtareen gunah
Adaye Qarz sai ghaflat, badtareen gunah
via Blogger https://ift.tt/2RLcPAE
December 12, 2019 at 03:09AM
Khuddar Log
Khuddar Log
Lain dain mai narmi Or frakhudli
Lain dain mai narmi Or frakhudli
Duniya or akhrat
Matlabi Log
प्रस्तावना : हमारी दुनिया में विभिन्न प्रकार के लोग रहते हैं, और उनमें से कुछ 'मतलबी' कहलाते हैं। 'मतलबी' शब्द का प्रयोग उ...
-
प्रस्तावना : हमारी दुनिया में विभिन्न प्रकार के लोग रहते हैं, और उनमें से कुछ 'मतलबी' कहलाते हैं। 'मतलबी' शब्द का प्रयोग उ...
-
Posheeda tariqay sai Rahay khuda mai kharach karna Dusri naiky jiski targheeb dee gye hai. Wo posheeda tariqay par sadqa WA khairaat hai....
-
Dil kai dard ka elaj Hazrat saad raziallahutaala anho sai Abu daoud nai riwayat ki hai. Kai aik martaba mai bimar huwa too. App hazrat ...