Jangai ohad kai doran. Aap hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam ghodai par sai gir gaye thai. Or jo khud sir aqaddas par tha uski kadya aap hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam kai rukhsaar Mubarak mai paiwast ho gaye thi. Jinko aik sahabi raziallahutaala anho nai apnai Danto sai pakadkar nikala tha. Jissai unkai bhi kaye Dant shaheed ho gaye thai. iss waqia ki wajah sai aap hazrat Muhammad sallalahualayhiwassalam ka khoon band na hota tha. Hazrat Fatima raziallahutaala anho dhoti jatai thi. Or hazrat Ali raziallahutaala anho pani dal rahi thai. Akhirkar hazrat Fatima raziallahutaala anho nai aap hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam kai Farmaan kai mutabiq aik boryai ka tukda jlakar us zakham mai bhar diya. Jissai usi waqt khoon band ho gaya...
Khanai mai makkhi girna.allaha kai huzur hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhi wasallam nai irshaad farmaya hai.kai agar khanai mai makkhi gir jayai too usko pura duba do kyunki Makkhi kai aik par mai zahar hota hai or dusrai par mai shifa.jab makkhi khani mai girti hai. too wo pehlai zahar wala par Dalti hai.isiliyai Makkhi ko pura dubo daina chaiyai. Yai allaha kai habeeb ki batai hui baat hai.amal zarur krai...
Popular Posts
-
Sabsai accha mard Rasulalla Huzur hazrat Muhammad mustufa sallallahualayhiwasallam nai irshaad farmaya. Kaamil imaan walay wo hai. Jo a...
-
प्रस्तावना : हमारी दुनिया में विभिन्न प्रकार के लोग रहते हैं, और उनमें से कुछ 'मतलबी' कहलाते हैं। 'मतलबी' शब्द का प्रयोग उ...
-
Benefits and disadvantages of using a mobile phone: : موبائل چلانے کے فائدے اور نقصان آج موبائل سے گھر بیٹھے آنلائن کام آسانی سے کر سکتے ...
-
INSANIYAT Naam ki cheez aaj kai dowr mai khatam hi ho chuki hai Assalamualaykum dosto aaj kai door mai to jaisai insaaniyat naam ki cheez...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Duniya or akhrat
Matlabi Log
प्रस्तावना : हमारी दुनिया में विभिन्न प्रकार के लोग रहते हैं, और उनमें से कुछ 'मतलबी' कहलाते हैं। 'मतलबी' शब्द का प्रयोग उ...

-
प्रस्तावना : हमारी दुनिया में विभिन्न प्रकार के लोग रहते हैं, और उनमें से कुछ 'मतलबी' कहलाते हैं। 'मतलबी' शब्द का प्रयोग उ...
-
Posheeda tariqay sai Rahay khuda mai kharach karna Dusri naiky jiski targheeb dee gye hai. Wo posheeda tariqay par sadqa WA khairaat hai....
-
Benefits and disadvantages of using a mobile phone: Today, using mobile phones, you can easily do online work from the comfort of your home...
No comments:
Post a Comment
Thank you for comment