Dil kai dard ka elaj
Hazrat saad raziallahutaala anho sai Abu daoud nai riwayat ki hai. Kai aik martaba mai bimar huwa too. App hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam eyadat kai liyai tashreef layai. Or apna dastai Mubarak meray seenai par rakhna jiski thandak or farhat mainai apnai dil mai mehsoos ki. Aap huzur sallalahualayhiwassalam nai farmaya kai tumhari dil mai dard hai. Tum ko chaiyai kai haris bin klah kai paas jaou. Kyunki wo logo ka elaj karta hai. Or hairs ko chaiyai kai wo madinai ki saat khajuray lai or unko guthli sameet koot lai or phir tujh ko khilayai...
olma nai likha hai. Kai madinai shareef ki khajuro mai allaha taala nai yai khasyat rakhi hai. Kai wo dil kai dard kai liyai bhout mufieed hoti hai. Or saat ka arad Jo aap hazrat Muhammad mustufa sallalahualayhiwassalam nai farmaya iski khasyat kai barai mai siwayai khuda or uskai rasul huzur sallalahualayhiwassalam kai kisi ko ilm nhi hai. iss muqam par Tamam hukma aajis hai. Kyunkai uska taaluq wahi sai hai. Or baaz hadees mai hai. Kai Jo shakhs madinai ki saat khajuray subh khaya krai too usko zehair or jadu kabhi asar nhi kraiga...

No comments:
Post a Comment
Thank you for comment